Dilli Lyrics by Yungsta, Calm & Frappe Ash
Launda Dilli ka mai nahi
Firbhi Dilli poori jaanti hai
Jaanun naake jaanun battiyaan
Sadke Dilli ki naap di hai
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere baap ki hai
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere
Ghanein teer maare
Khuley bhaley veervaar yo botal
Peechhe teen chaar hain chhore khade
Boxer hai kasute vo bouncer ne patak de yu
Bouncer..
Bouncer…
Bouncer ne patak de yu
Akhaade ka Kimbo slice
Mere lawde pe tere top five
Ni rookie ke bas ki Boss fight
Jab pakdu mic hu all might
Abey mujhe ni jaana kasol bhai
Hu club me mai chappal me lagu fly
Kaano me naam ek hi goonje to show me jab
Puche kya sunna to launde bas SM dohrayen
Ya kare chant poori taakat
Toh rage Karu stage pe na chhoot’ti aadat
Mai ghar se duur toh baap bole
Baaki gharwaalon se bhi thoda
Haal chaal poochh liya kar
Hu sahi disha par
Mai aaya tha Dilli mein
2012 mein
Karna tha rap tha College bahana
Main shukraguzaar hu jisne pehchaana
Aur jisney na mana kabhi unhe
Maaf Karu bawe nahi
Kaam Karu baatein nahi
Ye kare Shaq aur nahi
Yaha jale gatte kayi
Hath seku betha sahi
Yaha khele satte Bhai
Yaha khade bande tight
Reh khush pade chaate nahi
Yaar Dene wala launde ko chaate tha maine roka ni
Toh laal hote haath pair kayi
Bharu chaabi nahi
Karu maaf gustaakhi nahi
Kon bola mein gaata nahi
Mere lund pe bajj
Koi mere jaisa nahi
Shaant rehna aata nahi paper aaye gazab
Hai Bhai Tera kamata bahot
Udata sab Me, ni deta fuck, ye ni beta luck
Mera pet Aaye bahar, hu mein khaata sab
Hai batata waqt jo karata rab
Jo likha tha sab he kaha tha sach
Mujhko toh apni kala ka
Tabse pata tha lakshya
Banaya jab kaamyabi,beat Calm ki thi
Mujhe rap khel lage saap seedhi
Dilli saamrajya meri thi rajneeti
Poori taakat guhaar ye kranti ki
Mujhe kaam kamana tha
Fir naam banana aur daam badhana tha
Jo bhi tha Dil mein saaf batana tha
Ghar pe the lagne paise
Aur tha baap ka haath battana
Rapper chabana
Katu katana se kakarot banke dikhana tha
Laundo ka pet bharke mujhe bhi khaana tha
Pahocha jaha saalo se jaana mein chahta tha
Ganda Banda par maasum lagu chehre se
Kayarta bhi trip hai thodi time leti sawarne mein
Dafan jitna lalach usko dincharya mein dhalne de
Batiyane ko kuch nahi bacha hai
Sab likh daala panno pe
16 ka tha balak pehla show Kiya jab Delhi mein
Pata tabse hum ek jaise khokhle dono andar se
Pitra baat karte mere ye gaane ke zariye se
Ye dard Bane dawa, Nasha daaru laata takleefein
Teeno aakhein tiki manzil pe hi meri
Karke baitha saare bandobast
Ye dhandha Pani bahot kutti cheez hai Bhai
Aake isme kabhi Faso mat
Umeed pe chalta ye sheher hai
Gareebi shraap toh usey tu dara kar
Baatu dawa dard, laya churi kaata
Saath game karne aaya safachat
Tabhi photo woto leta nahi zyada snap Karu barobar
Tha mein sadak par sard thi
Ye dilli karna seekha maneuver
Na mein haara kabhi manobal
Poori taakat tere labon par
Hu mein Janam se hi kalakaar
Meri maa ne di thi dharohar
Launda Dilli ka mai nahi
Firbhi Dilli poori jaanti hai
Jaanun naake jaanun battiyaan
Sadke Dilli ki naap di hai
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere baap ki hai
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere…
Ghanein teer maare
Khuley bhaley veervaar yo botal
Peechhe teen chaar hain chhore khade
Boxer hai kasute vo bouncer ne patak de yu
Bouncer..
Bouncer…
Bouncer ne patak de yu
Audio Credits:
Song: Dilli Music
Producer: Sez on the Beat
Performed & Written by: Yungsta, Calm, Frappe Ash
Mixing & Mastering: Sez On The Beat
Comments