Gharwale Lyrics by Bella
Kyu nashe se lagaya maine dil
Samajh hi na paaye gharwale
Haa maa mere baap se lade
Phir main baap se ladu
Mere studio mai jaake
Roye bina sala din na nikalta hai
Games khelu taaki din mera kat jaaye
I was real since day 1 brother
Mere jaisa koi ho toh woh samajh paaye
Pyar karu magar kisse karu
Jalna bhi chahu kisse jalu
Mera dil ke dimag wala aadmi tu
Kaise maan lu uska banaya aadmi tu
Hoon mai beparwah mujhe
Janta ki kaha padi hai
kaha padi hai
Abe kala meri teri is soch
Se hi kaafi badi hai
kaafi badi hai
Hame roj mile taane hum kha lenge ji
Gaane ek hoya dus hum gaa lenge ji
Thali ek hoya dus hum baat lenge ji
Haath bhai pe uthega usey kaat denge ji
Mere sar pe ghamand mere paav
Mai hai dal dal
Dono ko hi jad se ukad dunga ji
Jab mai cheen lung tujhse mere haq ko jaani
tu saali duniya ke karz ko utar dunga ji
Industry toh dokha tujhe deti rahegi
Isey khake jo aage tujhe badhana pade
Meri jaan tere kaam mai hai
100 jakham bahale
Tujhe 101 jakham ke liye ladna pade
Teri aankhen khol kud ko jaga le
teri kismat tujhe tere haath se banani bro
Duniya jo tujhe neecha dikhari
Kabhi neecha na dikhati itihas
Yeh banati toh
Haa mai galat hoon toh sahi kaun hai
Jab mai bola sune saare woh hai
Inme se ek koi galat mujhe saabit karo
Jo jo diye maine tumhe mujhe waapis karo
Kyu nashe se lagaya maine dil
Samajh hi na paaye gharwale
Haa maa mere baap se lade
Phir main baap se ladu
Mere studio mai jaake
Tanha tanha tanha tanha
Tanha tanha tanha dekhu na
Jo dekhu in aankho ko gussa
Tu aankhon ke peeche
Ka dukh bhi dekho na
Mai mar sa gaya hoon maa
Tere liye, Tere liye
Mai paisa kama raha hoon papa
Kiske liye, Kiske liye
Char diwari mai ab mera
Dil na lage, Dil na lage
Bujhne lage hai khud
Mere ghar ke diye, ghar ke diye
Chal ab uth tujhe ladna padega
Yeh na hai teri ladai
Yeh hai logo ki ladai
Aise logo ki ummede
Nahi tutni chahiye
Meri line hai dimag mai
Bus ghumni chahiye
Aya kar astro baate mujhe
Se tu har din kiya kar
Yeh dil mera bhar ni chahiye
Mera janwar marna ni chahiye
Pehnu woh mai bohot
Mehnge mehnge kapde
In aankho mai nasha mera dikhta hai
Teri banti nahi hai khud ke sage baap se
Usey mere andar beta hi nahi dikhta hai
Khair yeh toh ho gayi baat ki baat
Mera dil nahi tha aaj ki raat
Tumhe bol du mai dil ki baat
Magar kya karu karna padta hai
Kyu nashe se lagaya maine dil
Samajh hi na paaye gharwale
Haa maa mere baap se lade
Phir main baap se ladu
Mere studio mai jaake
Comments