Lost In Time | Talha Anjum | Prod. by UMAIR | Lyrics

Safar mein rahein

Khabar na rahi

Mein mukhlis tera

Tu darna mat, Duniya jab poochay mukarna mat

Kar sabse judaa

Aur le chal kahin

Raatein subah ban gayein

Aankhon mein neendein bhatakti raheen

 

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Mein bhatka musaafir hun le chal kahin

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Mein bhatka musaafir hun le chal kahin

 

Khayalat ke pahaad tootay iss zehen pe

Saari zindagi he jee liye hum is wehem mein

Saadgi mein teri 100 husan ke roop dekhe

Ek umar guzaari thi jo teri dil lagi mein

Lafz na kar sakein bayaan meri afsurdgi

Shuru jo tujhse kyun khatam wo aakay mujhpe hi

Ayen abar phir sharaab phir suroor

Phir hua ye inqishaaf kе na mil sakeingay phir kabhi

Ufff, kia karein hum tеre ru-baru

Kia karein ke hon teri nazar mein surkhrooh

Hokay rehgaye hain tere

Tere bin mein nahi hun ‘sane and I’m faded

Nai taapi goli gaanay likhe dil pe rog he itnay

Kia khushi mein teri shaamil hon jab sog he itnay

Kese simat jayen fori hum barson kay bikhray

Farash bhar chukay hain jaan ab hum arshon pe likhrahy

Ab hum kalam esey torayn jese dil ke tukray

Tum pe sab karein ayaan hum baaqi sab se chhuprahy

Ek dafa ki dil ki baat aur phir hamesha chup rahay

Tumnay sun ke na suni tabhi hum keh ke mukrein

Tum na aye humein khayein bas tumhari fikarein

Aaj jaynge bazaar phir ye lafz biknay

Dil tham gaya hai khwaahishein hain mar chuki

Mein reh-guzar tha uska aur ab wo guzar chuki

 

Safar mein rahein

Khabar na rahi

Mein mukhlis tera

Tu darna mat, Duniya jab poochay mukarna mat

Kar sabse judaa

Aur le chal kahin

Raatein subah ban gayein

Aankhon mein neendein bhatakti raheen

 

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Mein bhatka musaafir hun le chal kahin

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Tu le chal kahin

Mein bhatka musaafir hun le chal kahin

Categorized in:

Tagged in:

,